
Kalaunji Benefits Hindi me | Black Seed Ke Fayde All Type
Hi Readers, aaj ki post mein aap se Kalunji Benefits Hindi Kalunji ke Fayde ke bare mein baat karne wala hun ki kaise hum kalunji ke thode se dane khakar apni body mein hone wali hazarun bimariyan khatam kar sakte hain so Read this post be carefuly Kalaunji Benefits Hindi me | Black Seed Ke Fayde All Type
Kalunji Ke Fayde Mot Ke Alawa Har Bimari Ka Ilaj :
Also read: जानिए ऐसे 12 वजह जिससे आपका सोडा पीने का शौक छूट
Agar sahi mayne mein kalunji ke fayde black seed benefits in hindi bataun to yeh post kafi lambi hojayegi so mein bas chand hi Kalunji Benefits Hindi likh raha hun or jo line colours mein nazar aa rahi hai in mein kalunji apna asar karti hai full treatment ke liye colors ki line par click kar ke full ilaj jaan sakte hain
Kalunji Ko Kin Bimariyun Mein Kaise Use Kare Kalunji Benefits Hindi :
Ulcer, Aksar baar chhote bachun ke pait mein kide or alsar ki Shikayat hojati hai iss liye Kalunji Khilaya jaye ki iss ke Khane se pet ke kide mar jate hain
Bawaseer All Type kalunji ko jalakar i mein bhoon kar sada pani se use kare iss ke khane se kisi bhi tarah ki khooni ya baadi bawaseer ka khatma hojata hai
Also read: पुरुषों के गंभीर गुप्त रोग कारण, लक्षण और रामबाण उपचार
Sir Dard Or Sardi Jukham 1 Aam baat hai agar kalunji ko kisi tail mein achhi tarah se josh dekar wahi tail sir mein lagane se nazla Jukham or Dard e sir mein bahut hi jabardast fayda hota hai
More Kalaunji Benefits :
Sir Ki Rusi Khushki ki wajah se aapke sir mein Rusi ya papdiyan si ban gai ho to kalunji ko istemal kare kyun ki yeh khuski ki wajah se aisa hota hai or kalunji mein khushki or garmi 2 hi shamil hai jiss se kafi help mil sakti hai
Also read: क्या आपको भी उंगलियां चटकाने की आदत है? तुरंत छोड़ दीजिए
Daant Dard se preshan hain to iske liye kalunji thodi se lekar pani mein achhi tarah pakaiye i mean josh dekar usi pani se hafta bhar gharare kare yaqeen maniye aapke dant darh mein hone wala dard chhoo mantar ho jayega
Peshab Agar khulkar nahi aata hai ya ruk ruk kar aata hai to kalunji ko sada pani ke saath use kare chand hi din mein aapka peshab khulkar aane lag jayega
Aankhon Ke Dard ki problems hai aankh mein dard hota ho to Zaitoon ke tail mein kuch dane kalunji ke daal kar sungiye uski khushbu se aapki aankh mein hona wala dard door hojayega
More Benefits…..
Bukhar Ke Liye agar aap balgami bukhar se preshan hain to kalunji ka istimal kare iss se bahut hi aaram milega
Safed Daag– Korh ya baras ki problems ho to sirke mein kalunji daal kar bars ya safed Daag par lagane se kafi madad milegi
Kalunji Balun ke liye Agar aap baal jarhne se preshan hain to kalunji pees kar mehandi mein milakar balun mein lagaiye baal jarhna band hojayinge Kalunji Benefits Hindi
Khansi Or Seene Ke Dard ke Liye kalunji ka use kare isse khansi ho ya seene ki jalan mein magicly fayda hoga
Also read: स्वास्थ्य जीवनशैली के लिए ध्यान का महत्व
Khatmal Or Machhar – Hamari zindgi ka sukoon khatam kar dete hain so agar aap machhar ya khatmal se preshan hain to kalunji ko jalakar uski dhooni den iske dhunwen se sab khatam hojayega Kalunji Benefits Hindi
Kalaunji Benefits | Dimag Ki Kamzori Kaise Dur Kare Loss Memory Or Kalunji Benefits Hindi me :
Dimag Ki Kamzori – Agar aap dimag ki kamzori ya apni yaad daasht se preshan hain ya dimag satak gaya hai jo sahi se kaam nahi kar raha hai to kalunji ke 21 dane kisi kapde ki potli baandh kar pani mein ubaliye or First day right side ke nathne- naak mein isi uble huwe pani ko kuchh thanda kar ke 2 qatre or left ke nathne mein 1 qatra daliye fir Dusre din same isi tarah Left ke nathne mein 2 or right mein 1 qatra dalen isse insha Allah dimag se releted har problem ka hal hojayega
Hi Friends Ummed hai ki aaj ki post Kalunji Benefits Hindi, Kalunji ke benefits, black seed benefits in hindi aap ko pasand ayi hogi if you like this post then please share your all social media networks
अस्वीकरण: सलाह सहित यह सामग्री केवल सामान्य जानकारी प्रदान करती है, यह किसी भी तरह से योग्य चिकित्सा राय का विकल्प नहीं है, अधिक जानकारी के लिए हमेशा किसी विशेषज्ञ या अपने चिकित्सक से ज़रूर परामर्श करें, डी.एन.एस.आयुर्वेदा इस जानकारी के लिए ज़िम्मेदारी का दावा नहीं करता है.
Facebook page: Click here

WhatsApp us